Song Details: Agarr Tumm Naa Hote lyrics by Nihal Tauro is latest hindi song from album Himesh Ke Dil se. This song is sung by Nihal Tauro and music given by Himesh Reshammiya. Agarr Tumm Naa Hote song lyrics are written by Sameer Anjaan.
Song: Agarr Tumm Naa Hote
Album: Himesh Ke Dil Se
Singer: Nihal Tairo
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics: Sameer Anjaan
Agarr tumm naa hote lyrics, agarr tumm naa hote lyrics translation in english, agarr tumm naa hote nihal tauro lyrics, agarr tumm naa hote lyrics himesh reshammiya
Agarr Tumm Naa Hote Lyrics
Iklota dil tha mera kaise sambhala
Tanhaiyon se ise tune nikala
Ishq ki mujhko chahat na hoti
Jeene ki bhi jarurat na hoti
Agarr tumm na hote zindagi veeran hoti
Agar tum na hote zindagi veeran hoti
Ishq ki mujhko chahat na hoti
Jeene ki bhi jarurat na hoti
Agar tum na hote zindagi veeran hoti
Agar tum na hote zindagi veeran hoti
Agar tum na hote zindagi veeran hoti
Khud se hua main juda aankhon se jo tune chhua
Kahin kuch to hai hua kuch hua re
Khwabon mein kisi ko basana hota hai kya dil lagana
Pehali dafa yeh jaana, jaana re
Ajnabi pyaas hai yeh sama khaas hai
Tu mere pass hai, pass hai
Iklota dil tha mera kaise sambhala
Tanhaiyon se ise tune nikala
Ishq ki mujhko chahat na hoti
Jeene ki bhi jarurat na hoti
Agar tum na hote zindagi veeran hoti
Agar tum na hote zindagi veeran hoti
Tujhse mila to laga dooriyan hai ek saja
Jeene ki hai tu wajah, tu wajah re
Tu jo kahe kar jaaun had se guzar jaaun
Tere liye mar jaaun, mar jaaun re
Tere deedar ka silsila pyaar ka
Yun hi chalta rahe ab sada
Iklota dil tha mera kaise sambhala
Tanhaiyon se ise tune nikala
Ishq ki mujhko chahat na hoti
Jeene ki bhi jarurat na hoti
Agar tum na hote zindagi veeran hoti..
Agar tum na hote zindagi veeran hoti..
Agar tum na hote zindagi veeran hoti..
Lyrics written by Sameer Anjaan


1 Comments
Mera rang - प्रेम ढिल्लों मेरे पसंदीदा गायकों में से एक हैं। मेरे दोस्त अक्सर उसका संगीत सुनते हैं। अपने फोन के लिए रिंगटोन बनाने के लिए उसके गीतों का प्रयोग करें।
ReplyDeletePost a Comment